Hi friends kesy ho
facebook.com/faisal.feroz.334
Aaj maa aap ko ak asi khani btata ho
Jo aap log sun kr hiran reh jay gy
Mhray gaow maa aak shakhs rehta tha us k teen baty thy Aur ak beti
WO shakhs khud tu Mr gya mgr us k 3 baty jaydad pr ak doosry sy lrny lgy
Khataa k aak bai jis ka nam irshad ha NY apny ak bai khatab Aur us ki biwi gr sy nikal diya bra bai Iqbal WO ilag rehta ha .
Irshad ny pehly khatab k khasy ki dokan b bachi jis ka us ko 600000 sy zayd raqam mili WO ye raqam kha gya ab b us ka dil na bra tu us ny khatab ko gr sy nikal diya khatab urf pola ny balakot adalat ma irshad pr case dair kiya mgr irshad ny apny soory k sath mil kr WO case kharab kr diya waha sy khatab ka kuch na bna pher khatab k ak chaha jis ka nam Feroz Muhammad ha ny khatab ko hosla diya Aur AJK Muzaffarabad adalat maa case dair kiya balakot wala case dokan ka tha kuw k wo kpk maa the ye case gr ka tha Jo muzaffarabad brarkot maa ha .
Waha pr adalat maa irshad Aur us Na soora kuch na kr sakty thy kuw k waha pr us ki janpehchan na the mgr khatab k chaha Feroz Muhammad ki janpechan the.
Waha pr case taqreeban 2 ya 3 saal laga irshad ny adalat maa apna nam irshad mughal likhwaya that jab k ye qureshi ha aur pesha is ka lohar ha. rha adalat irshad ko moqa dati rahi irshad wqt guzarta rha mgr pkr maa aya
Phr 17 Oct 2015 ko bhass hoi jaj ny irshad sy questions k answers mangy lkn irshad khamosh rha jaj ny irshad ko glt qrar diya aur khatab k haq maa fasly ki tareeq bta de .
NEXT BLOG MAA RESULT SHOW KRO GA THANKS FOR CONTINUE READING MY BLOG .
No comments:
Post a Comment